Monday, 27 February 2017

Weight gain after Marriage in Urdu | شادی کے بعد میاں بیوی موٹے کیوں ہو جاتے ہیں


How to lose weight after marriage in Urdu,
Hum amuman dekhte hain ke shadi ke baad aksar mard awr Kahwateen ka wazan barh jata hai. is ki kayi wajohaat ho sakti hain.
How to get slim after marriage in Urdu,
Shadi ke baad miyan biwi aksar ghar se bahar khana khatay hain, bahar chunkay anwaa o aqsam ki khanay ki cheeze muyassar hoti hain lehaza dono apni apni pasand ke khanay khatay hain aur motay hona shuru ho jatay hain lekin inhen apne mota honay ka ehsas is waqt hota hai jab shadi ke teen mah baad un ke kapray inhen phas jatay hain.
Weight loss after marriage in Urdu,
Shadi ke baad khawateen ki aik shadeed khwahish hoti hai ke woh apne khaano ke zariye apne shohar ka dil Lobaheen.
staying fit after marriage in Urdu,
Es khwahish ki takmeel ke liye woh achay achay aur khush zayega khanay waafar miqdaar mein banati hain aur ntijta miyan biwi dono motay hotay chalay jatay hain.
Reasons for weight gain after marriage in Urdu,
Shadi ke baad motay honay ki wajohaat mein se aik ahem wajah yeh bhi ho sakti hai ke miyan biwi jab taq kunware hotay hain inhen apna life partners dhoandne ki fikar la-haq hoti hai jis se shadi ke baad un ki jaan chhuut jati hai aur woh zehni tor par pursukoon ho jatay hain.
Chunkay zehni aasoudgi bhi motapay ka baais banti hai is liye miyan biwi mein bhi motapay ka rujhan shuru ho jata hai.

0 comments: