Wednesday, 1 February 2017

بھارتی اداکارہ نے جسم کے حصے پر پاکستانی جھنڈا پینٹ کردیا | Arshi khan Pakistani Flag Photoshoot



kuch log susti shohrat haasil karne ke liye aisi hochhi harkatein karte hain ke un harkato ki wajah se inhen shohrat to mil jati hai lekin izzat aik tke ki bhi nahi rehti.
Aisa hi maamla Indian Model girl Arshi khan ka hai jis ney pehlay Shahid afridi par ilzamaat laga kar shohrat haasil ki lekin is ke bawajood bhi usay koi kaam nah mila to intahi ghatiya harkat karte hue aik behooda Arshi khan Pakistani Flag Photoshoot kara diya jis mein apne jism ke naazuk aaza par Pakistani parcham paint kralya.
Tafseelaat ke mutabiq Arshi Khan ney guzashta saal tea 20 world cupp ke douran bhi aisa hi Arshi khan Pakistani Flag aik behooda photo shot karaya tha jis mein apne jism ke naazuk aaza par Pakistani aur indian Arshi khan Pakistani Flag Paint karaye they lekin ab is ney hidayatkaar manish singh ki nai anay wali film ” green“ ke liye bhi isi qisam ka aik Arshi khan Pakistani Flag Photo behooda shot karaya hai jis mein is ney apne naazuk aaza par Pakistani parcham paint karaya hai.
Zaraye ka kehna hai ke Arshi khan Pakistani Flag Pics aik photo grapher ney Facebook par lake ki hain taham yeh to sirf trailor hai kyunkay isi photo shot mein model ney mukammal tor par burhenapa ho kar bhi taswerain banwai hain. film ” green T“ mein Arshi khan Pakistani Flag on Body aik Pakistani dehshatgard khatoon ka kirdaar nibha rahi hain jo indian fojion ke sath jismani taluqaat qaim karkay intahi khufia noiyat ki maloomat nikalwati hai.
Guzashta saal manish singh ney mutanazia Pakistani model Qandil balouch ke sath film bananay ka elaan kya tha taham Pakistan aur India ke halaat mein tanao aur Qandil balouch ke qatal ke baais woh yeh film shuru hi nah kar sakay jis ke baad unhon ney Arshi Khan ko film mein cast karne ka faisla kya .
Manish Singh ney Arshi khan Pakistani flag pictures ke is behooda photo shot ke baare mein tabsarah karne se inkaar kardiya hai.
Un ka kehna tha ke hum ney film ke liye is qisam ka koi photo shot nahi kya, haan Albata aik mutanazia qisam ka poster zaroor bnwaya hai lekin un tasaveer ka is poster se koi talluq nahi hai.

0 comments: